Shikwa
Hai Agar Khuda to Nazar aata kyu nahi
Dil ko Sukoon wa qarar aata kyu nahi
yakin karoo to kaise aalam-e-gaib par
Aasman se aage nazar aata kyu nahi
Jawab-e-Shikwa
Khuda nazar jo aa gaya to Imtihan kya hoga
Yakin kare jo aayaton par dil ko sukoon tab hoga
Fikr jo kare ga to yakin kare ga gaib par
Hadd-e-Nazar khatm ho kar deedar-e-Khuda hoga
Tuesday, April 8, 2008
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment