Friday, April 11, 2008

Aarzoo

Parda Farosho iske dar pe na jaao
Chand ke Noor ko baadli mein na chupao

Hai Tamanna ki Uske mohalle mein Mei khana ho
Bahana peene ka ho aur deedar-e-yaar ho jaaye

Inke honton ka Tabassum aur Surkh banafshaa
Bosa-e-Lab jo ho jaaye to qarar aajaye

No comments: